|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Izhar nahin Karta......
Izhar Nahin Karta ...
main lafzon mein kuch bhi izhar nahin karta iska matlab ye nahin ke main tuj sai pyar nahi karta
chahta hoon main tujhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt baikar nahi karta
tamasha naa ban jaaye kahin mohabbat meri isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta
jo kuch mila hai usi mein khush hoon main tere liye khuda se taqraar nahi karta
par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim warna Mein tujhe chahne ki khataa bar bar nahi karta!!
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|